Skip to main content
Text size
Search
Beneficiary Story

A Young Participant

Student · Project Sashakt Abhiyan

"Mere papa-mummy bhi zyada padhe-likhe nahi hain, toh unhe hamesha darr rehta tha ki kahin koi thag na le ya galat form na bhar jaaye."

A
A Young Participant
Beneficiary
In Their Words

A Young Participant

Details
ParticipantStudent (under 18)
ProjectSashakt Abhiyan
Sashakt Abhiyan Government schemes camp
"

“Mere papa-mummy bhi zyada padhe-likhe nahi hain, toh unhe hamesha darr rehta tha ki kahin koi thag na le ya galat form na bhar jaaye. Isliye humare kayi zaroori kagaz bane hi nahi thay aur hum bas taal rahe thay.

Camp mein didi-bhaiya ne pyaar aur sabr ke saath mujhe aur meri family ko sab samjhaya aur bataya ki kaun se documents zaroori hote hain. Pehli baar mujhe laga ki hum jaise logon ke liye bhi madad available hai. Dil se thank you bolti hoon poori team ko. Is camp ne mujhe aur mere parivaar ko bharosa aur himmat di.”